Koyi Na Jaane Kya Hoga Ka
Dekh Dekh Yeh Ho Na Jaaye
yad mein tere Aksar
Wednesday, August 13, 2008
Koyi Na Jaane Kya Hoga Kal - Hijack Lyrics
Music Directors: Justin-Uday
Lyricist: Kumaar
Singers: K.K., Shilpa Rao
koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
duba savera ho, chhaaya andhera ho, maula dikha de rasta
ghum ka yeh saaya ho, khushiyo pe chaaya ho, maula dikha de rasta

waqt jo beeta hai, yaad aa gaya
aankhon mein baarishe barasa gaya
woh din woh raatein, woh mulaakaatein
yaadon mein hai bas woh saari baatein
rishtein na tute ho, daaman na chhute ho
maula dikha de rasta
koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
khauf ke saaye mein hai jindagi, har taraf hai khadi yeh bebasi
abb hai sahaara bas inn duwaayo ka, abb tu hi mode rukh inn hawaayo ka
tujhko bulaaye ho, sun le sadaaye ho, maula dikha de rasta
koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
duba savera ho, chhaaya andhera ho, maula dikha de rasta
ghum ka yeh saaya ho, khushiyo pe chaaya ho, maula dikha de rasta
Labels: hijack
Posted by Suaid at 1:41 AM 0 comments
Dekh Dekh Yeh Ho Na Jaaye - Hijack Lyrics
Music Director: Justin-Uday
Lyricist: Kumaar
Singers: Sunidhi Chauhan, Suraj Jagan
dekh dekh dekh dekh dekh dekh……
dekh dekh yeh ho na jaaye, waqt yu kahi kho na jaaye
come on come on sing with me a o a o a
aisa kahin ho na jaaye, waisa kahin ho na jaaye
you people a o a o a
move your body
move your body
move your body
now
dekh dekh yeh ho na jaaye, waqt yu kahi kho na jaaye
come on come on sing with me e o e o
aisa kahin ho na jaaye, waisa kahin ho na jaaye
you people e o e o
move your body
move your body
move your body
now
dil jawa hai, sab yahaan hai, kya sama hai, kya nasha hai
you gotta loose yourself babe
iss nashe mein jhoom ja tu, khud ko hi bhul ja tu
just gonna loose yourself babe
ji le ha ji le tu mauka yeh jaaye na, jaadu iss pal tu chala le
dekh dekh yeh ho na jaaye, waqt yu kahi kho na jaaye
come on come on sing with me e o e o
aisa kahin ho na jaaye, waisa kahin ho na jaaye
you people a o a o
move your body
move your body
move your body
now
Labels: hijack
Posted by Suaid at 1:39 AM 0 comments
yad mein tere Aksar - Hijack lyrics
Music Director: Justin-Uday
Lyricist: Kumaar
Singer: K.K.
iss pal mein hai aisa nasha, yeh pal yahi tham jaaye aaj
mehsus jo mujhko huwa, kya tujhko bhi hone laga
yaad mein teri aksar jaagata hoon main raaton ko
aahatein teri dil ki chhu leti hai aankhon ko
aisa kyun hai yaar, main hoon bekaraar
kya yahi hai pyaar yeh bataao na
mere khayaal puchhe sawaal, aisa kyun hai haal yeh bataao na
ho o oo o ho ho ho ho…
yaad mein teri aksar jaagata hoon main raaton ko
aahatein teri dil ki chhu leti hai aankhon ko
khoya rehata hoon main teri baaton mein
khushbu hai teri jo, hai meri saanson mein
jindagi abb tere saaye mein hai chal raha teri raahon mein
muskuraake saath chalana rehana meri baahon mein
saath saath chal aaj hai jo pal kal rahe na rahe
ho o oo o ho ho ho ho…….
yaad mein teri aksar jaagata hoon main raaton ko
aahatein teri dil ki chhu leti hai aankhon ko
tu hi din mein hai aur tu hi raaton mein
jina hai mera yeh abb tere haathon mein
tu jo kahe toh abb jiyu main ya main jina chhod du
apane dil ki dhadkano ko tere dil se jod du
paas paas rahu dil ki baat kahu tu jo mujhse kahe
ho o oo o ho ho ho ho…
yaad mein teri aksar jaagata hoon main raaton ko
aahatein teri dil ki chhu leti hai aankhon ko
aisa kyun hai yaar, main hoon bekaraar
kya yahi hai pyaar yeh bataao na
mere khayaal puchhe sawaal, aisa kyun hai haal yeh bataao na
ho o oo o ho ho ho ho…
Labels: hijack
Posted by Suaid at 1:38 AM 0 comments